HomeAlone ShayariLatest Attitude Shayari in Hindi | ऐटिट्यूड शायरी हिंदी में

Latest Attitude Shayari in Hindi | ऐटिट्यूड शायरी हिंदी में

Attitude shayari in hindi is all about expressing confidence mindset and self-worth through powerful words. It gives voice to those silent thoughts that reflect your inner strength and personality. Whether you are standing your ground or simply showing your style these shayari lines in hindi add that bold edge to your expression.

The beauty of the hindi language mixed with strong attitude makes every verse impactful and memorable. It is not just about attitude – it is about how gracefully you carry it. With the right shayari you do not need to explain yourself – your words do it for you.

Attitude Shayari in Hindi​

Attitude-Shayari-in-Hindi
Attitude shayari in hindi

Hum se nafrat karte ho to shauq se karo,

Hum aapko apne mayar ke qabil samajhte

To zaroor jawab dete

हमसे नफ़रत करते हो तो शौक़ से करो,

हम आपको अपने मयार के क़ाबिल समझते

तो ज़रूर जवाब देते।

Attitude-Shayari-in-Hindi

Nahi shauq mujhe kisi aur jaisa banne ka,

Main apna andaaz sab se mukhtalif rakhta hoon.

नहीं शौक़ मुझे किसी और जैसा बनने का,

मैं अपना अंदाज़ सब से मुख़्तलिफ़ रखता हूँ।

Attitude shayari in hindi

Jin ko lagta tha k khatam ho gaya hai kissa hamara,

Aao dekho, wapas aa gaya hai baap tumhara.

जिनको लगता था कि ख़त्म हो गया क़िस्सा हमारा,

आओ देखो, वापस आ गया है बाप तुम्हारा।

Attitude-Shayari-in-Hindi

Zamana kaise karega mujhe nazar andaz,

Gali gali mere dushman, gali gali mere dost.

ज़माना कैसे करेगा मुझे नज़रअंदाज़,

गली-गली मेरे दुश्मन, गली-गली मेरे दोस्त।

Attitude-Poetry
Attitude shayari in hindi

Hum khud khamosh hain,

Hum jaante hain kis ki kitni auqat hai.

हम ख़ुद ख़ामोश हैं,

हम जानते हैं किसकी कितनी औक़ात है।

Attitude Shayari in English Hindi

Attitude-poetry-in-Hindi

Bachpan se hi main gusse ka kaafi tez hoon aur ziddi bhi hoon,

Ek baar agar mood kharab ho jaye na mera, phir control nahi rehta.

बचपन से ही मैं ग़ुस्से का काफ़ी तेज़ हूँ और ज़िद्दी भी हूँ,

एक बार अगर मूड ख़राब हो जाए ना मेरा, फिर कंट्रोल नहीं रहता।

Aur tujhe kya laga, tere jaane se gham hoga?

Arey nahi meri jaan, bas contact kam hoga.

और तुझे क्या लगा, तेरे जाने से ग़म होगा?

अरे नहीं मेरी जान, बस कॉन्टैक्ट कम होगा।

Attitude-Shayari-in-Hindi

Main hamesha unhi logon ko ignore karta hoon,

Jin ko lagta hai saari duniya unki deewani hai.

मैं हमेशा उन्हीं लोगों को इग्नोर करता हूँ,

जिनको लगता है सारी दुनिया उनकी दीवानी है।

Attitude-Man-Shayari

Mujh mein hosla hai har kisi ko chhodne ka,

Yani masla aane mein bohot bure hain hum.

मुझ में हौसला है हर किसी को छोड़ने का,

यानी मसला आने में बहुत बुरे हैं हम।

Attitude-Shayari

Jab apne saare badal jaayenge,

Tab jaake hum apne asli roop mein aayenge.

जब अपने सारे बदल जाएँगे,

तब जाकर हम अपने असली रूप में आएँगे।

Must Read