Boys attitude shayari is all about showing confidence with words that reflect personality and strength. For every boy who wants to express his bold side these lines carry a mix of style emotions and self-respect. Sometimes it is not about anger or pride but about creating an identity that speaks louder than actions.
With the right attitude boys can inspire others stay motivated and express what they feel without hesitation. These shayari lines are simple yet powerful perfect to share with friends or post on social media. From self-confidence to fearless expressions boys attitude shayari connects with every mood and moment of life.
Boys Attitude Shayari

Ab yeh mat poochna hum badal gaye kaise,
Ab jo humare saath jaisa hai, hum uske saath waise.

Dil jeet le, jaan bhi hazir hai,
Teri tarah daulat par nahi marta main.
Aur jo kamaya izzat se kamaya,
Shauk poore karne ke liye gire huye kaam nahi karta main.

Haath mein phone ho to khana khane mein 1 ghanta lagta hai,
Aur apna phone kisi aur ke haath mein ho to bas 2 minute lagte hai.

Woh school ka aakhri din tha, sabko achhi job paani thi,
Aiklauta main khada tha wahan jisko duniya hilaani thi.
Attitude Shayari Boys

Dusron ke dum par tu duniya udti hai,
Maza toh apni pehchaan mein hai.
Aur humari udaan par jalne walo,
Tumhari jagah humari gali ke koodedan mein hai.

Aankhon se aag nikalti hai,
Tabhi toh duniya humse jalti hai.

Baat izzat ki ho ya dosti ki,
Hum kabhi peeche nahi hat’te

Naam sun ke hi log darr jaate hai,
Aur hum bas muskurakar guzar jaate hai.
Boys Attitude Shayari in English

Hum shareef bhi hai aur badmaash bhi,
Bas waqt ke hisaab se chehra badalte hai.

Attitude ki baat mat kar mere bhai,
Hum toh unki bhi soch badal dete hai jo zyada ud jaaye.

Humse takraane ka soch bhi mat,
Kyunki humare doston ka naam hi kaafi hai.

Agar haath mein hoti hakumat, in lailaon par fine lagata main,
Woh toh tujh par dil aa gaya mera, warna tere jaison ki line lagata main.