HomeAlone ShayariTop 40+ Best Alone Shayari - The Poetry of a Lonely Heart

Top 40+ Best Alone Shayari – The Poetry of a Lonely Heart

Everyone experiences moments of solitude and these moments can be deeply meaningful. Alone shayari beautifully captures these feelings changing them into heartfelt and expressive words. Some shayari inspire self reflection while others express deep feelings. Alone life shayari embraces solitude as a journey toward self-discovery and strength. Alone love shayari cherishes the memories of love. Feeling alone sad shayari softly carries emotions that words often struggle to express.

Shayari has always been a way to connect with emotions. Alone shayari helps us understand our feelings offering comfort and peace. It reminds us that being alone can also bring clarity and personal growth.

If you are looking for alone shayari in English or alone shayari in Hindi we have a special collection for you. These words bring comfort connection and meaning. Whether you read or share they will always be there for you. Let poetry be your companion turning emotions into something beautiful.

Best Alone Shayari

Alone-Shayari
Alone Shayari

Kehne lagi hai ab toh tanhai bhi mujh se

Mujh se hi karlo muhabbat mein toh bewafa nahi

Akele pan sai sikhii hai par baat saachi hai,

Dikhawe ki najdikiyon sy hakikat ki dooriyan acchi ha

Alone-Shayari

Kisi ne kaha duniya piyar se chalti hai

Kisi ny kaha duniya dosti sy chalti hai

Jab azma kar daikha tu pata chala

Duniya matlab sy chalti hai

Wo mery sath chal nhi sakta

Jis ki apni talab mukamal ha

Mainy saye ko mar dala hai

Ab meri tanhai mukammal hai

Alone-Shayari

Insaan nhi badalta,

Wakt badalte hai

Haalat baadalte hai

Rishte badalte hai

Niyate badalte hai

Alone Shayari 2 Lines

Alone Shayari

Usko tamana thi humein koi na dekhe

Humne ho kar tanha usy khush haal kar diya

2-Line-Alone-Shayari

Tanhayi mai baithe rote hain ham,

Logo ne toh hame sirf mehfail mein haste dekha hai

Alone-Life-Shayari

Ham pehle hi ji rahe the udas raaton mein tanha,

Aapke jane ke baad ronaq aur badh gayi,

Alone-Girl-poetry

Sab kuch badal sakta hai umer ke saat saat,

Pahle zid kiya karte the aur ab sabar karte hain.

Alone-Boy

Tanha zindagi ka bhi apna hi maza hai
Na kisi ky aane ki khushi, na kisi ky jane ka gham

Alone Boy Shayari

2-Lines-Alone-Shayari

Tanhai mein jaane ke shaukeen hain hum

Koi saath rahe to humein acha nhi lagta

Alone-Shayari-2-Lines

Sunaa ha k har bat ka jawab rakhty ho tum

Kya tanhai ka bhi ilaaj rakhte ho tum

Yu na kaho ke kismat ki baat hai

Meri tanhai mein kuch tumhara bhi haath hai

Alone-Shayari-2-Lines

Aaj itna tanha mehsoos kiya khud ko

Jaisy koi dafna kar chala gaya mujh ko

Alone-Boy-Shayari

Dil se utre hoye kuch lamho ka

Hum ne dekha hai zarf logon ka

Hum akele hi nahi jana

Ek firqa hai udass logon ka

Alone Love Shayari

Alone-Boy-Shayari

Tanhai ka zehar jaan leva hota hai

Aam insan yeh zehar seh nhi sakta

Aur jo seh jata hai

Woh insaan aam nahi hota.


Kisi ne hum se poocha ke

Itne akelay akelay kyun rehte ho

Hum ne bhi kaha ke

Thokar khaya hua dil hai sahab

Bheed se zyada tanhai passand hai

Alone-Boy-Shayari

Akele raat bhar tadapta raha mareez shaam ghum-e-Ghalib,

Na tum aye, Na neend ayi, Na chain aya, Na maut.

Alone-Sad-Shayari

Lazmi nahi keh tanhai ka matlab akela hona hi ho

Aap khud ko kisi bheed ke beech bhi akela mehsoos kar sakte hain

Alone Life Shayari

Dil ke dard chupana kitna mushkil hota hai
Toot kar bhi muskurana kitna mushkil hota hai
Aur dor tak chalna kisi ke sath safar mein
Phir tanha loot kar aana kitna mushkil hota hai

Alone-Shayari-Girl

Maine khud ko us ghalt fehmi se nikal diya,

Keh meri kami bhi kisi ko udas kar sakti hai.

Alone-Sad-Shayari

Mere dil ka dard kisne dekha hai

Humein toh marta sirf Khuda ne dekha hai

Main tanhai mein baith kar aksar rota hoon

Logon ne sirf mujhe muskurate dekha hai

Uske rawaiye ne mujhe yeh baat sikhayi hai

ke har waqt Miyassar hone wala shakhs

Sach mein do takay ka hota hai

Tanhai is qadar raas aa gayi hai ke

Apna saaya bhi sath ho to bheed lagti ha

Alone Shayari Girl

Alone-Shayari-Girl

Aisa toh nahi pair main chala nahi koi

Dukh hai ke yahan dekhne wala nahi koi

Alone-Sad-Shayari

Mujhe chai mein malai achi nhi lagti

Ye akelapan aur tanhai acchi nhi lagti

Mai thik ho jau agar meri tabiyat ka haal bas tum jaan lo

Mujhe ye roj roj ki dawai acchi nahi lagti

Feeling-Alone-Sad-Shayari

Itna bikhra hoon, akhata nahi hone wala

Ab tujhe chhoo kar bhi acha nahi hone wala

Zindagi, khol de zanjeer mere paon ki

Mujh se ab aur tamasha nahi hone wala

Feeling-Alone-Sad-Shayari

Tune chup saadh li mauzo-e-muhabbat de kar

Guftagu tere se jo honi thi, zamane se hui

Tha magar aisa akela main kaha tha pehle

Meri tanhai mukammal tere aane se hui

Alone-Life-Shayari

Akela hona aur akele rona

Insaan ko bohot mazboot baana deta hai

Alone-Life-Shayari
Alone Shayari

Feeling Alone Sad Shayari

Zindegi ki hakikat ko bas ham ny itna hi jaana hai

Dard mai akele hain aur khushiyoon mai zamana hai


Kabhi kabhi zindagi hume

Ek aise mukaam per le jaa kar khada kar deti hai

Jaha hume kehna toh bohot kuch hota hai

Per koi sunne wala pass nahi hota


Hum jaise tanha logon ka,

Ab rona kya muskurana kya,

Jab chahne wala koi na ho,

Toh jeena kya mar jana kya.


Tanhai se kehh do,

Kahin aur dekhaye apn jalwa,

Hum toh kab ke mar gaye,

Hum peh waqt barbad na kare.


Ajeeb hai mera akela pan

Na khush hun na udas hun

Bas khali hun or khamosh hun


Waqt ne mujhe chup rehna sikha diya

Aur halato ne sab kuch sehna sikha diya

Ab kisi ki aas nahi zindagi me

In tanhaiyon ne mujhe akela rehna sikha diya.


Kuch haar gayi taqdeer

Kuch toot gaye sapne

Kuch gairo ne kiya barbaad

Kuch bhul gaye apne


Tanha aadmi aksar apne aap se hi baatein kiya karta hai

Zindagi mein insaan ke paas sirf do hi raste hote hain

Ya toh jhoot ko maan kar hosh mein rahe

Ya sach sun kar deewana ho jaye.


Mat poochh kaise kate din, kaisi beeti raat

Har saans ruswa thi, har pal tha be-sahaara

Bohat tanha jiye hain hum, teri judaai ke baad


Meri tanhaiyon se koi toh yeh poochhe

Poora chaand dekh kar samandar bechain kyun hai

Shab bhar lehrein cheekh cheekh kar puchti hain

Kya mohabbat ka dukh itna gehra kyun hai.

Must Read