Dosti shayari in hindi is a pretty way to express the feelings of true friendship in simple words. Dosti shayari captures the spirit of relationships in many methods this hindi version adds an extra touch of warmness and connection. People often share 2 line dosti shayari or short friendship shayari to bring smiles and create moments that feel close to the heart.
From shayari that celebrates happy times to verses that remind us of loyalty and care every line feels natural and relatable. As this is a part of the larger dosti shayari collection it brings together heartfelt emotions that friends will always cherish.
Dosti Shayari in Hindi

Uske har zakhm pe dil nisaar hota hai,
Zalim kitna bhi ho, yaar to yaar hota ha.
उसके हर ज़ख्म पे दिल निसार होता है,
ज़ालिम कितना भी हो, यार तो यार होता है।

Dost woh hota hai,
Jo aap ke raazon aur aiboon ki parda daari kare,
Na ke doosron ke saath mil kar aapka tamasha banaye.
दोस्त वो होता है,
जो आपके राज़ों और ऐबों की पर्दा-दारी करे,
न कि दूसरों के साथ मिल कर आपका तमाशा बनाए।

Aik chahat hoti ha dil mai dostoo ky sath jeeny ki “Sahib”,
Pata tu humain bhi ha marna aik din akela hi ha.
एक चाहत होती है दोस्तों के साथ जीने की “साहिब”,
पता तो हमें भी है मरना एक दिन अकेला ही है।
81
Woh chaand kyon nikla jise doob jana tha..!
Itni dosti kyon ki agar bhool jana tha,
Chaand ki chaandni mein chaand gawaara na hua..!
Hum hazaaron ke hue, koi hamara na hua.
वो चाँद क्यों निकला जिसे डूब जाना था..!
इतनी दोस्ती क्यों की अगर भूल जाना था,
चाँद की चाँदनी में चाँद गवारा न हुआ..!
हम हज़ारों के हुए, कोई हमारा न हुआ।
Dosti Shayari English in Hindi
82
Dekh pagli! jo farishton ki tarah lagte hain,
Waqt aane pe darindon ki tarah lagte hain,
Tark karne ka jo sochun bhi to darr jaata hoon,
Yaar to farz namazon ki tarah lagte hain.
देख पगली! जो फ़रिश्तों की तरह लगते हैं,
वक़्त आने पर दरिंदों की तरह लगते हैं,
तर्क करने का जो सोचूँ भी तो डर जाता हूँ,
यार तो फ़र्ज़-नमाज़ों की तरह लगते हैं।
83
Jab koi dost tumhe apna raaz bataye,
To samajh lena ke woh apni izzat tumhe amaanat deta hai,
Is mein khiyanat mat karna.
जब कोई दोस्त तुम्हें अपना राज़ बताए,
तो समझ लेना कि वो अपनी इज़्ज़त तुम्हें अमानत देता है,
इसमें ख़ियानत मत करना।
84
Apny dost sy gusse mai baat mat karna,
Or apny dost ki gussy mai kahi bat kabhi bhi dil pa mat lena.
अपने दोस्त से ग़ुस्से में बात मत करना,
और अपने दोस्त की ग़ुस्से में कही बात कभी दिल पर मत लेना।
85
Apny dushman ku hazaar mauky do k woh tumhara dost ban jaye,
Aur apne dost ko ek bhi mauka na do ke woh tumhara dushman ban jaye.
अपने दुश्मन को हज़ार मौके दो कि वह तुम्हारा दोस्त बन जाए,
और अपने दोस्त को एक भी मौका न दो कि वह तुम्हारा दुश्मन बन जाए।
Dosti Shayari in Hindi 2 Line
86
Dosti kabhi ameer ghareeb ko dekh kar na karo,
Hamesha sache aur saaf dil se karo.
दोस्ती कभी अमीर-ग़रीब को देखकर न करो,
हमेशा सचे और साफ़ दिल से करो।
88
Yahan qadam qadam pe naye fankaar milte hain,
Magar qismat walon ko sache yaar milte hain.
यहाँ कदम-कदम पर नए फ़नकार मिलते हैं,
मगर क़िस्मत वालों को सच्चे यार मिलते हैं।
89
Zindagi mein doston ki kami tab mehsoos hoti hai,
Jab aap kisi mushkil mein phans jaate hain.
ज़िंदगी में दोस्तों की कमी तब महसूस होती है,
जब आप किसी मुश्किल में फँस जाते हैं।
90
Waqt badal jaate hain, saath chhoot jaate hain,
Zindagi ke safar mein gahre se gahre dost chhod jaate hain.
वक़्त बदल जाते हैं, साथ छूट जाते हैं,
ज़िंदगी के सफ़र में गहरे से गहरे दोस्त छोड़ जाते हैं।
Dosti Par Shayari in Hindi
91
Dosti sirf lafzon ka silsila nahi,
Yeh dil se dil ka rishta hota hai.
दोस्ती सिर्फ़ लफ़्ज़ों का सिलसिला नहीं,
ये दिल से दिल का रिश्ता होता है।
92
Zindagi ke safar mein chahe kuch bhi ho,
Dost saath ho to raaste aasaan lagte hain.
ज़िंदगी के सफ़र में चाहे कुछ भी हो,
दोस्त साथ हो तो रास्ते आसान लगते हैं।
93
Har muskaan ke peeche ek dost chhupa hota hai,
Aur har dard ka ilaaj bhi dost hi hota hai.
हर मुस्कान के पीछे एक दोस्त छुपा होता है,
और हर दर्द का इलाज भी दोस्त ही होता है। दोस्त ही होता है।