Love shayari in hindi speaks the language of the heart in a way that touches depths. When love turns into words every line becomes a feeling you can share. Whether it is romantic shayari to express closeness or true love shayari filled with pure emotions these verses bring real connections to life.
This collection includes pyar bhari shayari that helps you say what your heart feels but words often hide. From emotional love shayari to those lines that feel like dil ki baat shayari each piece is written to bring you closer to someone special. If you are in love or remembering it these heartfelt lines will speak for you when you cannot.
Love Shayari in Hindi

Hai qurbaan meri saari mohabbat jin par,
Karti hi nahin woh nigahen karam mujh par.
Ek woh, ek un ke honton ke neeche ka til,
Haye sitam, dhaate dono mil kar!
है क़ुर्बान मेरी सारी मोहब्बत जिन पर,
करती ही नहीं वो निगाहें करम मुझ पर।
एक वो, एक उनके होठों के नीचे का तिल,
हाय सितम, ढाते दोनों मिल कर!

Mujhe kisi se mohabbat nahin tere siwa,
Mujhe kisi ki zarurat nahin tere siwa.
Jo mere dil aur zindagi par raaj kare,
Kisi ko itni ijaazat nahin tere siwa.
मुझे किसी से मोहब्बत नहीं तेरे सिवा,
मुझे किसी की ज़रूरत नहीं तेरे सिवा।
जो मेरे दिल और ज़िंदगी पर राज करे,
किसी को इतनी इजाज़त नहीं तेरे सिवा।

Tumhein woh din bhi dikhaunga — dekh lena tum,
Kahin nazar nahin aaunga — dekh lena tum.
Suna hai tumko koi dekh bhi nahin sakta,
Main tumko dekh kar jaaunga — dekh lena tum.
तुम्हें वो दिन भी दिखाऊँगा — देख लेना तुम,
कहीं नज़र नहीं आऊँगा — देख लेना तुम।
सुना है तुमको कोई देख भी नहीं सकता,
मैं तुमको देख कर जाऊँगा — देख लेना तुम।

Dil ko hai aadat tumhein tang karne ki,
Main bawafa hokar bhi bewafa ho jaata hoon.
Aur tumhein hai naaz tumhaare mana lene ki khoobi par,
So main baat-baat par tumse khafa ho jaata hoon.
दिल को है आदत तुम्हें तंग करने की,
मैं बावफ़ा होकर भी बेवफ़ा हो जाता हूँ।
और तुम्हें है नाज़ तुम्हारे मना लेने की ख़ूबी पर,
सो मैं बात-बात पर तुमसे ख़फ़ा हो जाता हूँ।

Na jaany kis tarah ka ishq kar rahy hai ham,
Jo mera hai hi nahin, usi par mar rahe hain hum.
ना जाने किस तरह का इश्क़ कर रहे हैं हम,
जो मेरा है ही नहीं, उसी पर मर रहे हैं हम।
Pyar Bhari Shayari

Jaana, mujhe tumse milne ki hamesha hi talab rahi.
Log kehte hain ek hi cheez baar-baar dekhne se
Dil bhar jaata hai — lekin main jab bhi tumhein dekha,
Mujhe aur bhi zyada tumse mohabbat hui.
जाना, मुझे तुमसे मिलने की हमेशा ही तलब रही।
लोग कहते हैं एक ही चीज़ बार-बार देखने से
दिल भर जाता है — लेकिन मैं जब भी तुम्हें देखा,
मुझे और भी ज़्यादा तुमसे मोहब्बत हुई।

Ruth jaane ke baad, ghalti chahe jis ki bhi ho,
Baat ka aaghaz wohi karta ha jisko bepanah mohabat ho.
रूठ जाने के बाद, ग़लती चाहे जिसकी भी हो,
बात का आग़ाज़ वही करता है जिसको बेपनाह मोहब्बत हो।

Piyaar ky do methay bol sy khareed lo mujhko,
Daulat dikhayi to saari duniya ki kam padegi.
प्यार के दो मीठे बोल से ख़रीद लो मुझको,
दौलत दिखाई तो सारी दुनिया की कम पड़ेगी।

Aa baith mere saamne — tujhse kalam karoonga,
Lafz ek na boloon, zindagi tere naam karoonga.
आ बैठ मेरे सामने — तुझसे कलम करूँगा,
लफ़्ज़ एक न बोलूँ, ज़िंदगी तेरे नाम करूँगा।

Waqt ke badalne se dil kahaan badalte hain,
Aap se mohabbat thi, aap se mohabbat hai.
वक़्त के बदलने से दिल कहाँ बदलते हैं,
आप से मोहब्बत थी, आप से मोहब्बत है।
2 Line Love Shayari in Hindi

Har insan ki zindagi mai aik khaas insan zaroor hota ha,
Jiski jagah koi aur nahin le sakta — aur mere liye woh tum ho.
हर इंसान की ज़िंदगी में एक ख़ास इंसान ज़रूर होता है,
जिसकी जगह कोई और नहीं ले सकता — और मेरे लिए वो तुम हो।

Taare bhi chamakte hain, baadal bhi baraste hain,
Aap to hamare dil mein rehte ho — phir bhi hum milne ko taraste hain.
तारे भी चमकते हैं, बादल भी बरसते हैं,
आप तो हमारे दिल में रहते हो — फिर भी हम मिलने को तरसते हैं।

Kuch yaadein yaad rakhna, kuch baatein yaad rakhna,
Zindagi mein hum tum saath nahin rahenge,
Lekin hum kabhi saath the — yeh zindagi bhar yaad rakhna.
कुछ यादें याद रखना, कुछ बातें याद रखना,
ज़िंदगी में हम तुम साथ नहीं रहेंगे,
लेकिन हम कभी साथ थे — ये ज़िंदगी भर याद रखना।

Pehly humary zehan mai husn ki aik misaal thi,
Ab to humare zehan mein koi misaal hi nahin.
पहले हमारे ज़ेहन में हुस्न की एक मिसाल थी,
अब तो हमारे ज़ेहन में कोई मिसाल ही नहीं।